Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Aziz
HomeTalat Aziz
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hm hm hm hmm mmm sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare ghar ke ujiyaare so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re ghar ke ujiyaare so jaa re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare sapnon ke ghar ki chhat pe hain taare taufiyon ki deewaaron pe latke wo gubaare haathi ghode bhaaloo sher cheete saare baadlon ne kaise kaise roop dhaare hmm hmm hmm hmm la la la la hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti dhoondhane se khushiyon ki raahein nahin milti jaagne se mann ki muraadein nahin khilti mile jo na tujhe des mein humaare de jaayenge nindiyaa ke andhiyaare ghar ke ujiyaare so ja re daddy tere jaage tu so jaa re hmm hmm hmm hmm la la la la aa haa haa haa ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm
tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya tum door khade dekha hi kiye aur doobne wala doob gaya saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano saahil ko tum manzil samjhe tum lazat e dariya kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the sau baar agar tum rooth gaye hum tum ko mana hi lete the ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano ek baar agar ham rooth gaye tum hum ko manaana kya jaano tum dard e muhabbat kya samjho tum dil ka tadapna kya jaano tum naghma e maah ho anjum ho tum soz e tamanna kya jaano tum naghma e maah
uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai bada sangdil hai hamaara sitamgar bada sangdil hai hamaara sitamgar zara si na hum se murawwat kare hai zara si na hum se murawwat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo mere rubaruuuuuu mere rubaru rubaruu mere rubaru jab bhi aa jaaye hai wo koi khaab jaise hakeeqat kare hai koi khaab jaise hakeeqat kare hai pareshan mere dil ki haalat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai uthe wo nazar to qayamat kare hai har ek baat karta hai khamoshiyon se har ek baat karta hai khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon khamoshiyon har ek baat karta hai khamoshiyon se zubaan se kahaan wo shikayat kare hai zubaan se kahaan wo shikayat kare hai pareshan mere dil ki
wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse saanp yaadon ke hain daste mujhe har shaam o sehar saanp yaadon ke hain daste mujhe har shaam o sehar ye jo sote to mujhe neend bhi aayi hoti teri chaukhat se jo us roz na aaya hota main khuda hota duniyaa pe khudaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine hoti gairat to tere saath hi mar jaate sajan hoti gairat to tere saath hi mar jaate sajan laash kaandhon pe yun apni na uthaayi hoti haath kya aaya mere ek siyaahi ke siwaa dekhane haal mera tu bhi gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine
yaad aane waale kyun bhool jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain bhool jaane waale kyun yaad aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain tode huye toote huye waadon ke ghum lipate rahte hai yaadon se tode huye toote huye waadon ke ghum lipate rahte hai yaadon se paas aane waale kyun door jaate hain door jaane waale kyun paas aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain samjha nahin premi koi deewana ho ho samjha nahin premi koi deewana ye pyaar hai khel bada anjaana ye pyaar hai khel bada anjaana haar jaane waale kyun jeet jaate hain jeet jaane waale kyun haar jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain saawan kabhi kabhi jhoom ke barsaa hai panghat pe mann pyaasa kabhi tarsaa hai saawan kabhi kabhi jhoom ke barsaa hai panghat pe mann pyaasa kabhi tarsaa hai chhod jaane waale kyun laut aate hain laut aane waale kyun chhod jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain bhool jaane waale kyun yaad aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate
yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga raat gaane lagi dil machalne laga pyaar ki raah mein mann behekne laga saanson mein tu hai khwabon mein tu hai saanson mein tu hai khwabon mein tu hai hain armaan jawaan yeh bahaar keh rahi hai yahi pyaar ka sama meri aarzoo pukaare o mere dilruba kahaan yeh bahaar keh rahi hai chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua chandani bheegi bheegi chaand soya hua pyaar ke swapn mein main bhi khoya hua jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai jaane bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai meri umeed jawaan kahe jhoomta pawan yahi pyaar ka samaa ye umang puchhti hai tu mujhe le chala kahaan yeh bahaar keh rahi hai hai tamanna yahi saath hum tum rahen baagon mein pyaar ke phool khilte
yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq tasveer banata hai ungali se hawaaon par tasveer banata hai ungali se hawaaon par shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai shayad vo mere jaisa tera hi deewana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par bhooli huyi yaadon par bisari huyi baaton par aa ja ke gale milke rona hai rulana hai aa ja ke gale milke rona hai rulana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai yeh ishq khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo khulte hi tere gesu udne hai lagi khushboo ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai ye raaz hawaaon ko phoolon se chhupana hai yeh ishq nahin aasan humne to ye jaana hai kajal ki lakiron ko aankhon se churana hai yeh ishq
zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega tu na khuda hai khuda kya unhe bachayega jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi jinhen dubo de nigaahen karam ki gehraayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke visaal e yaar pe baadal hain phir judaayi ke abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi abhi abhi to uthi hai yahan se tanhayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat usi ki chaah mein kitne janam khuda lega usi ki chaah mein kitne janam khuda lega panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi panah mein ishq mili hai humein jo ruswaayi adaaye khaas badi der mein samajh aayi zara si baat pe rutha kiye wo harjaayi zara si baat
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein surk phoolon se mehak uthati hain dil ki raahein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein din dhale yun teri aawaaz bulaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein raat ke pichhale pehar roz jagaati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai har mulaakat ka anjaam judaayi kyun hai ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ab to har waqt yahi baat sataati hai humein ye zamin chaand se behtar nazar aati hai humein zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai humein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sapnon Ke Ghar Ki Daddy (1991) 06:09 18677
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 06:09   Song Number : 18677   

Tum Naghma E Maah Ho Talat Aziz 06:23 18473
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:23   Song Number : 18473   

Uthe Wo Nazar To Talat Aziz 05:53 40234
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:53   Song Number : 40234   

Wafaa Jo Tumse Kabhi Daddy (1991) 05:11 18678
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 05:11   Song Number : 18678   

Yaad Aane Waale Dhoon (1991) 05:16 21418
 
Poster of Dhoon (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Talat Aziz, Sangeeta Bijlani
Duration : 05:16   Song Number : 21418   

Yeh Bahaar Keh Rahi Hai Talat Aziz & Peenaz Masani 06:52 39720
 
Poster of Talat Aziz & Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Raghunath Seth
Duration : 06:52   Song Number : 39720   

Yeh Ishq Nahin Aasan Talat Aziz 06:05 19147
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:05   Song Number : 19147   

Zara Si Baat Pe Talat Aziz 05:02 35927
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:02   Song Number : 35927   

Zindagi Jab Bhi Umrao Jaan (1981) 05:04 14381
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Rekha, Naseeruddin Shah
Duration : 05:04   Song Number : 14381   
Karaoke Songs of Talat Aziz, Sad Songs of Talat Aziz, Love Songs of Talat Aziz, Dance Songs of Talat Aziz, Hip-hop songs of Talat Aziz, Best songs of Talat Aziz, Super hit songs of Talat Aziz, hit songs of Talat Aziz, duet songs of Talat Aziz, solo songs of Talat Aziz, old songs of Talat Aziz, famous songs of Talat Aziz, Hindi Karaoke Songs of Talat Aziz, Hindi Sad Songs of Talat Aziz, Hindi Love Songs of Talat Aziz, Hindi Dance Songs of Talat Aziz, Hindi Hip-hop songs of Talat Aziz, best Hindi songs of Talat Aziz, super hit Hindi songs of Talat Aziz, hit Hindi songs of Talat Aziz, duet Hindi songs of Talat Aziz, solo Hindi songs of Talat Aziz, old Hindi songs of Talat Aziz, famous Hindi songs of Talat Aziz, Sing Along Songs of Talat Aziz, Sing Along Sad Songs of Talat Aziz, Sing Along Love Songs of Talat Aziz, Sing Along Dance Songs of Talat Aziz, Sing Along Hip-hop songs of Talat Aziz, Sing Along Best songs of Talat Aziz, Sing Along Super hit songs of Talat Aziz, Sing Along hit songs of Talat Aziz, Sing Along duet songs of Talat Aziz, Sing Along solo songs of Talat Aziz, Sing Along old songs of Talat Aziz, Sing Along famous songs of Talat Aziz